ret pe naam kabhi likhte
nahi,
ret pe likhe naam kabhi
tikte nahi,
usne hame pathhar dil to
keh diya,
par pathar pe likhe naam
kabhi mitte nahiā¦
Wasi Shah Poetry
Apna to chahton mein
yehi ik asool hai,
Tera bhalaa bura humain
sab kuch qubool hai,
Yeh umar bhar ka jaagna
bekaar hi na jaye,
Tu naa mila to saari
reyaazat fazool hai,
Khud hi kaha tha tu ne
meri jaan chorr de,
Ab chorr di to kyon tera
chehra malool hai,
Aye Maan yeh meri
shohrtain meri yeh iztain,
Kuch bhi nahin bass tere
kadmon ki dhool hai,
Aayi jo teri yaad to
aankhain barass parri,
Iss waqt tere dard ka dil
per nazool hai,
Ik doosrey ke waastey
dono baney Wasi,
Guldaan mera dil hai teri
yaad phool hai..
Apna hisa shumar karta tha
Who mujh se itna pyar
karta tha
Who banata tha meri
tasweeren
Phir in se batain hazar
karta tha
Mera dukh bhi kholosey
niyat sey
Apney dukh mein shumaar
karta tha
Sach samjhta tha jhooth
bhi mera
Yoon mera aeytabaar karta
tha
Pehley rakhta tha phool
rastey mein
Phir mera intazaar karta
tha
Aaj pehlo mein who nahi
Jo mujhe pe jaan nisar
karta tha
Zikar Jab Hoga Mohabbat
Mein Tabahi Ka Kaheen
Yaad Ham Aayein Ge
Duniya Ko Hawaalon Ki
Tarah
ap soch rhe ho ge k yi salam krny wala kon h,
thora sa soch lo shayad yaad aa jay
salam
kaha the itny din
sweetie frnd